Kaminay tu mazdoor hai na?


Larki (Sharma k): Ye Pyar kya hota hai?

Larka: Pyar ka Rishta 2 insano m

Wohi hota hai jo Cement or Rait k darmiyan Pani ka hota hai

Farz karo
larka=Cement
Larki=Rait
love=Pani

Ab agar Cement or Rait ko Apas main mila diya jaye to Wo Strong Nahi honge

lekin

Agar in main Pani mix kar diya jaye to Koi in ko Juda nahi kar sakta



Larki (Hans k):
Kamine tu mazdoor hai na? ;) :D